jis shakhs ne Islam Mein Koi Achcha Tarika Shuru kiya to use | hadees Mubarak | a n islamic channel
Hadees Mubarak:
"Nabi (ﷺ) ne farmaya: 'Jis shakhs ne Islam mein koi achha tareeqa shuru kiya, to usay uska ajar milega, aur un logon ka bhi ajar milega jo us tareeqay par amal karain ge, magar unke ajar mein se kuch kam nahi hoga.'"
(Mishkatal-Masabih210)
Is Hadees Mubarak ka matlab yeh hai ke agar koi shakhs Islam mein koi nek amal ya achha tareeqa shuru karta hai, to na sirf usay uska ajar milta hai, balke un tamam logon ka bhi ajar milta hai jo us tareeqe par amal karte hain.
Subscribe kijiye hamare channel ko aur milte rahiye dars o bayanat aur Islami Maloomat kay liye!
#HadeesMubarak
#IslamicTeachings
#Sunnah
#NekiKaAjar
#IslamicReminder
#Hadith
#Muslim
#anislamiccenter
#Dawah
#IslamicKnowledge
#urduhadees
#Hadithinurdu
#Mishkatal-Masabih210
Thanks for watching this video like share and subscribe my channel a n islamic center Please don't forget to subscribe my channel @anislamiccenter